Bhar do jholi meri ya Muhammad by Adnan at Lil Champs
best performance by a kid at Lil champs indian show auditionwatch this video alsohttps://youtu.be/qIR6fiHkXJ0subscribe my 2nd channel pleasehttps://www.youtube.com/channel/UChXK0Y60EmmPmz4uOkkKCog#bhardojholimeriyamuhammadLyricsBhar do jholi meri Ya MuhammadLaut kar mai na jaunga khaaliBhar do jholi meri Ya MuhammadLaut kar mai na jaunga khaaliTumhare aastaney se zamaana kiya nahi pataKoi bhi dar se khaali maangnay wala nahi jataBhar do jholi meri Ya MuhammadLaut kar mai na jaunga khaaliTum zamaane ke mukhtaar ho Ya NabiBekasoo(n) ke madadgaar ho Ya NabiSab ki suntey ho apne ho ya ghair hoTum ghareebo(n) ke gham khaar ho Ya NabiBhar do jholi meri Sarkar e MadinaLaut kar mai na jaunga khaaliHum hain ranj o museebat ke maaray hueSakht mushkil mein hain gham se haaray hueYa Nabi kuch khudara humein bheek doDar pe aaye hain jholi pasaaray hueBhar do jholi meri Tajdar e MadinaLaut kar mai na jaunga khaaliHai mukhalif zamana kidhar jayen humHalat e bekasi kis ko dikhlaen humHum tumhare bhikari hain Ya MustafaKiske aagay bhalaa hath phelaae(n) humBhar do jholi meri Ya MuhammadLaut kar mai na jaunga khaaliKuch nawasoo(n) ka sadqa ata hoDar pe aaya hun ban kar sawaaliHaq se paai wo shaan e kareemiMarhaba dono aalam ke waaliUski qismat ka chamka sitaraJispe nazr e karam tumne daaliBhar do jholi meri Ya MuhammadLaut kar mai na jaunga khaaliZindagi baksh di bandagikoAabro deen e haq ki bachaliWo Muhammad ka piyara nawasaJis ne sajde mein gardan kataliJo ibn e Murtaza ne kiya kaam khoob haiQurbani e Hussain ka anjaam khoob haiQurban hoke Fatma Zahra ke chain neDeen e Khuda ki shaan barhaai Hussain neBakhshi hai jis ne mazhab e Islam ko hayaatKitni azeem Hazrat e Shabbir ki hai zaatMaidaan e Karbala main shah e khushksaal neSajde mein sar kata ke Muhammad ke laal neZindagi baksh di bandagi koAabro deen e haq ki bachaliWo Muhammad ka piyara nawasaJis ne sajde mein gardan kataliBhar do jholi meri Ya MuhammadLaut kar mai na jaunga khaaliHashr main unko dekhengy jis damUmmati ye kahengy khushi sayAarahe hain wo dekho MuhammadJinke kandhe pe kamli hai kaaliSar e Mehshar gunahgaaro(n) se pursish jis ghari hogiYaqeenan har bashar ko apni bakhshish ki pari hogiSabhi ko aas us dam kamli walay se lagi hogiKe aese mai Muhammad ki sawaari aa rahi hogiPukaaray ga zamana us ghari dukh dard ke maaroNa ghabraao gunahgaaro, Na ghabraao gunahgaaroAa rahe hain wo dekho MuhammadJinke kandhe pe kamli hai kaaliBhar do jholi meri Ya MuhammadLaut kar mai na jaunga khaaliAashiq e Mustafa ki aza(n) maiAllah Allah kitna asar thaSacha ye waqia hai azan e Bilal kaIk din Rasool e paak se logo ne yun kahaYa Mustafa azaan ghalat dete hain BilalKahiye huzoor apka isme hai kiya khayalFarmaya Mustafa ne ye sach hai to dekhiyeWaqt e sahar ki aaj aza(n) aur koi dayHazrat Bilal ne jo azaan e sahar na diQudrat khuda ki dekho na mutlaq sahar huiAaye Nabi ke paas phir ashaab e ba-safaKi arz Mustafa se ke Ya Shah e AmbiyaHai kya sabab sahar na hui aaj MustafaJibreel laye aese main pegham e kibriyaPehle to Mustafa ko adab se kiya SalamBadaz Salam unko Khuda ka diya payamYun Jibrael ne kaha khair ul anam seAllah ko hai pyar tumhare ghulam seFarma raha hai aap se ye Rabb e zuljalalHogi na subha dengy na jab tak aza(n) bilalAashiq e Mustafa ki aza(n) maiAllah Allah kitna asar thaArsh wale bhi suntay thay jiskoKya aza(n) thi azaan e BilaliKaash purnam dayar e Nabi mainJeetay jee ho bulawa kisi dinHaal e gham Mustafa ko sunaao(n)Thaam kar unke roze ki jaaliBhar do jholi meri Ya MuhammadLaut kar mai na jaunga khaaliBhar do jholi meri Ya MuhammadLaut kar mai na jaunga khaali